yeh khushiyon bari zindagi aaj b hai...aur khilkhilati zindagi tab thi...
dil mein jazbaat ab b hain...aur samundar mein uthe toofan k tarah jazbaat tab b the...
jaane kya badla hai is waqt ne...
ek baat kehne wali tab b thi...aur ek baat kehne wali ab b hai..
No comments:
Post a Comment